Roman script

aaj khilengi dil ki kaliya aaj khilegi

aaj khilengi dil ki kaliya aaj khilegi

hogi suhani meri galiya galiya

hogi suhani meri galiya galiya

aaj khilengi dil ki kaliya aaj khilegi

hogi suhani meri galiya galiya

hogi suhani meri galiya 

aaj khilengi dil ki kaliya aaj khilegi

raste pe unki apni aankhe bichhaungi

raste pe unki apni aankhe bichhaungi

gujri hai mujhpe jo jo unko sunaungi

gujri hai mujhpe jo jo unko sunaungi

hogi suhani meri galiya galiya

hogi suhani meri galiya 

aaj khilengi dil ki kaliya aaj khilegi

aayenge aaj hamko apna banane wale

aayenge aaj hamko apna banane wale

apna banane wale dil mein samane wale

apna banane wale dil mein samane wale

hogi suhani meri galiya galiya

hogi suhani meri galiya 

aaj khilengi dil ki kaliya aaj khilegi

pyar bhari rato mein pyar ki bate hogi

pyar bhari rato mein pyar ki bate hogi

pyar ki bate hogi chandani raate hogi

pyar ki bate hogi chandani raate hogi

hogi suhani meri galiya galiya

hogi suhani meri galiya 

aaj khilengi dil ki kaliya aaj khilegi

Explore this song