Roman script

aaj ka ye din kal ban jayega kal

aaj ka ye din kal ban jayega kal

piche mudke na dekh pyare aage chal

tu piche mudke na dekh pyare age chal

aaj ka ye din kal ban jayega kal

piche mudke na dekh pyare aage chal

piche mudke na dekh pyare aage chal

haye janewale pe na aitbar kar 

aanewale ka tu intjar kar

janewale pe na aitbar kar

aanewale ka tu intjar kar

bite dino ki yado me na jal

bite dino ki yado me na jal, ae babu aage chal

aaj ka ye din kal ban jayega kal

piche mudke na dekh pyare aage chal

are, piche mudke na dekh pyare age chal

ye shikve baharo ke fajul hai

phulo me kante, kanto me phul hai

ye shikve baharo ke fajul hai

phulo me kante, kanto me phul hai

badla hai mosam tu bhi to badal

badla hai mosam tu bhi to badal, sheru aage chal

aaj ka ye din kal ban jayega kal

piche mudke na dekh pyare aage chal

are, piche mudke na dekh pyare aage chal

are, bhai tera dhyan kidhar hai

ek jagah jo baitha rah jayega

raste ka wo pathar ban jayega

ek jagah jo baitha rah jayega

raste ka wo pathar ban jayega

lehrake ban ja aawara badal

tu lehrake ban ja aawara badal

pyare aage chal, chal

aaj ka ye din kal ban jayega kal

piche mudke na dekh pyare aage chal

aaj ka ye din kal ban jayega kal

piche mudke na dekh pyare aage chal

Explore this song