Roman script

aaj ka din tohe 

aaj ka din tohe yaad rahe

han han yaad rahe

aaj ka din tohe yaad rahe

han han yaad rahe

bhul na jana sajan aaj ki baate

bhul na jana sajan aaj ki baate

aaj ki baate 

tum na bhulana sajni

tum na bhulana sajni ye mera wada

hilmil panchi kya gate hai

hilmil panchi kya gate hai

bolo bolo ji

han han bolo bolo ji

aaj ka din tohe yaad rahe

han han yaad rahe

kal kal karti nadiya bahti

kal kal karti nadiya bahti

kiske geet wo gaye

bolo kiske geet wo gaye

sun ri sajni 

sun ri sajni tohe batau, kaun hume samjhaye

kaun hume samjhaye

aaj ka din tohe yad rahe

han han yaad rahe

aaj ka din tohe yaad rahe

han han yaad rahe

jabse rup tumhara dekha

jabse rup tumhara dekha

tabse hua diwana diwana diwana

o more balam

o more balam

kuch bhi ho tum dil se kabhi na bhulana

han na bhulana ho baalam 

abhi to din hai baharo ke

????

tumhe meri kasam

tumhe meri kasam

ye na bhulenge hum

ye na bhulenge hum

aaj ka din tohe 

aaj ka din hame yad rahe

han han yaad rahe

aaj ka din hame yad rahe

han yaad rahe

Explore this song