Roman script

aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

jivan sapna sahi par sacha lagta hai

aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

hum bhi yaha tum bhi yaha, milte hai roz aise log kaha

mahfil me har koi kuch kahta lagta hai

aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

ye aankh to anjan hai, dil ko dilo ki lekin pahchan hai

dekhe jo pyar se vo pyara lagta hai

aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

murat hai kya surat hai kya, dil se jyada khubsurat hai kya

jaisa ho dil hi chehara waisa lagta hai

aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

jivan sapna sahi par sacha lagta hai

aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

Explore this song