Roman script
aaj ka din bhi phika phika gam me tere bita bita aah meri ja hone laga dard dil me mitha mitha haye aaj ka din bhi phika phika gam me tere bita bita aah meri ja hone laga dard dil me mitha mitha ho aaj ka din bhi phika phika kya sitam hai kya gazab hai jalwa dikhlate nahi chupke khidki me ho baithe saamne aate nahi yahi hai adaye to kab tak hu to kab tak hu main jeeta haye aaj ka din bhi phika phika gam me tere bita bita aah meri ja hone laga dard dil me mitha mitha aaj ka din bhi phika phika yaar ki galiyo me kyun kar yaar jana chhod de kis tarah bulbul chaman se aashiyana chhod de tera hu tera hu ke jab tak hu ke jab tak hu main jeeta haye aaj ka din bhi phika phika gam me tere bita bita aah meri ja hone laga dard dil me mitha mitha haye aaj ka din bhi phika phika darling tum ja nahi to hum me phir aa jayega jully jully pyari jully hum to yuhi gayega gaye ja gaye ja ke lagta hai ke lagta hai mitha mitha aaj ka din bhi phika phika gum me tere bita bita aah meri ja hone laga dard dil me mitha mitha haye aaj ka din bhi phika phika gam me tere bita bita aah meri ja hone laga dard dil me mitha mitha aaj ka din bhi phika phika haye
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Baat Ek Raat Ki (1962)
- Composer: Sachin Dev Burman
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Dev Anand
- Actor: Waheeda Rehman
- Actor: Chandrashekhar
- Actor: Johny Walker
- Actor: Asit Sen
- Actor: Ulhas
- Actor: Jagdish Sethi
- Actor: Sabia Chatterjee
Song video
singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle
actor: Johnny Walker