Roman script

aaj humko aaj humko hansaye na koi
aaj rone ko ji chahta hai
or bhi musukuraye na koi
aaj rone ko ji chahta hai
dil hi tut gaya nagma ruth gaya
bulbul kaid hui gulsan chhut gaya 
dil hi tut gaya nagma ruth gaya
bulbul kaid hui gulsan chhut gaya 
geet hoth pe aaye na koi
geet hoth pe aaye na koi
aaj humko aaj humko hansaye na koi
aaj rone ko ji chahta hai
or bhi musukuraye na koi
aaj rone ko ji chahta hai
aarma rakh huye sapne khak huye
ek ye rup mera dusman lakh huye 
aarma rakh huye sapne khak huye
ek ye rup mera dusman lakh huye 
achhi surat bi paye na koi
achhi surat bi paye na koi
aaj humko aaj  umko hansaye na koi
aaj rone ko ji chahta hai
or bhi musukuraye na koi
aaj rone ko ji chahta hai

Song details

Song video

Watch on YouTube