Roman script

aaj hai mujhko khushi

jhumti hai zindagi jaise 

jina aa gaya dil kisi ko pa gaya 

aaj hai mujhko khushi

jhumti hai zindagi jaise 

jina aa gaya dil kisi ko pa gaya

dil zara nagma suna 

is zindagi ke saaj par 

is zindagi ke saaj par

jhum uthe wo bhi zara 

ab meri aawaz par 

ab meri aawaz par 

raaz apne pyar ka kehne wala keh gaya 

raaz apne pyar ka kehne wala keh gaya

aaj hai mujhko khushi

jhumti hai zindagi jaise 

jina aa gaya dil kisi ko pa gaya 

keh rahi hai aarzu 

ye mujhse le karar tu 

ye mujhse le karar tu 

ye ghadi na ayegi 

dar na baar baar tu

dar na baar baar tu

khatam kar de fasala 

keh de jina aa gaya 

khatam kar de fasala 

keh de jina aa gaya

aaj hai mujhko khushi

jhumti hai zindagi jaise 

jina aa gaya dil kisi ko pa gaya 

aaj hai mujhko khushi

jhumti hai zindagi jaise 

jina aa gaya dil kisi ko pa gaya 

dil kisi ko pa gaya 

dil kisi ko pa gaya

Explore this song