Roman script

aaj bhagwan ke charno me jhuka kar sar ko

umar bhar sath nibhane ki kasam khate hai

raah jiwan ki ho ya maut ki manjil sathi 

har jagah sath hi jane ki kasam khate hai

aasma tute ya fat jaye jami ka sina

pyar ka mahal banane ki kasam khate hai

Explore this song