Roman script

aaj achanak jaag uthe kyu in hotho par geet

shayad man me jaag uthi hai chhanachhal pankh aur preet

kaise jaan gayi ye aankhiya sharmane ki reet

dheere dheere gori tera bachpan raha hai beet

are beet raha nahi beet gaya tera bachpan gaya hai beet

tera bachpa gaya hai beet aaye re din saj dhaj ke

chalo re jara bachke ho gori jara bachke

bachke bachke jara bachke haye re jara bachke

tera bachpa gaya hai beet tera bachpa gaya hai beet

aaye re din saj dhaj ke

chalo re jara bachke ho gori jara bachke

bachke bachke jara bachke haye re jara bachke

ye naye naye din aaye kaho kya laye kaho kya laye

o kaise bachu kya karu koi samjhaye

bhai aankhiyo kajar bin kari

jaise ke pichkari jaise ke pichkari

bhai aankhiyo kajar bin kari

jaise ke pichkari jaise ke pichkari

gori chalti ho chanchal chal badi matwali

badi matwali gori chalti ho chanchal chal badi matwali

badi matwali tori patli kamariya na lachke

o tori patli kamariya na lachke

chalo re jara bachke o gori jara bachke

bachke bachke jara bachke haye re jara bachke

nahi humko satao banao jao mat dhum machao

nahi humko satao banao jao mat dhum machao

aji chhed chhad ka rang anokha dhang 

na mujhpe chalo aji chhed chhad ka rang anokha dang 

na mujhpe chalo gori aise chalo na akad ke

o gori aise chalo na akad ke gori jara bachke

bachke bachke jara bachke haye re jara bachke

tera bachpa gaya hai beet

tera bachpa gaya hai beet aaye re din saj dhaj ke

chalo re jara bachke ho gori jara bachke

bachke bachke jara bachke haye re jara bachke

Explore this song