Roman script

aaj abhi yahi nahi nahi nahi, kyu

aaj abhi yahi nahi nahi nahi

fir kabhi kahi nahi nahi nahi

pyar ke sawal ka pyar se jawab do

aaj abhi yahi nahi nahi nahi, kyu

fir kabhi kahi nahi nahi nahi

hamne daman tham liya hai

ab daman na chodenge

kal ka wada karte hai 

hum wada na todenge

hamne daman tham liya hai

ab daman na chodenge

kal ka wada karte hai 

hum wada na todenge

ho raat dhal jaye na aaye kal aaye na

ye shama hasi na na na

aaj abhi yahi nahi nahi nahi, kyu

fir kabhi kahi nahi nahi nahi

nahi nahi nahi nahi

aaj haume tum jane do ek jaruri kaam se

nain bichaye baithe hai hum raste pe sham se

aaj haume tum jane do ek jaruri kaam se

nain bichaye baithe hai hum raste pe sham se

is dastan pe meri juban pe kya nahi yakin

nahi nahi nahi nahi

aaj abhi yahi nahi nahi nahi, oh ho

fir kabhi kahi nahi nahi

maine kaha nahi

aisa mausam aata hai jalim kitne barso me

ye barso ki baat nahi milte hai kal parso me

aisa mausam aata hai jalim kitne barso me

ye barso ki baat nahi milte hai kal parso me

ho jhuth se na kaam lo kab kaha naam lo

kal waha wahi ha nahi nahi nahi

aaj abhi yah nahi nahi nahi, kyu

fir kabhi kahi nahi nahi nahi

pyar ke sawal ka pyar se jawab do

aaj abhi yahi nahi nahi nahi

fir kabhi kahi nahi nahi nahi

Explore this song