Roman script
aaj aasmaan kuchh aur nila lage aaj aasmaan kuchh aur nila lage suraj ka chehra bhi kuchh aur roshan sa lage shaayad wo ye jaante hai shaayad wo ye jaante hai shaayad wo ye jaante hai, tum saath ho mere meri khushi mein dekho wo bhi shaamil ho chale aaj aasmaan kuchh aur nila lage suraj ka chehra bhi kuchh aur roshan sa lage pehle bhi hawaayein ye behati rahi magar thi fizaaon mein ye dilkashi nahi pehle bhi hawaayein ye behati rahi magar thi fizaaon mein ye dilkashi nahi ye jitne najaare hai sab the yahin kashish inme kabhi itni haseen na thi shaayad wo ye jaante hai, tum saath ho mere shaayad wo ye jaante hai, tum saath ho mere meri khushi mein dekho wo bhi shaamil ho chale aaj aasmaan kuchh aur nila lage suraj ka chehra bhi kuchh aur roshan sa lage aaj aasmaan, aaj aasmaan jhalakne lagi meri aankhon mein bhi haan inmein chhupi thi jo sharaarte kayi jhalakne lagi meri aankhon mein bhi haan inmein chhupi thi jo sharaarte kayi khud se haske milu main har subah sabhi hairaan hai ke unhe kya hua shaayad wo ye jaante hai, tum saath ho mere shaayad wo ye jaante hai, tum saath ho mere meri khushi mein dekho wo bhi shaamil ho chale aaj aasmaan kuchh aur nila lage suraj ka chehra bhi kuchh aur roshan sa lage
Song details
- Singer: Shaan
- Singer: Shweta Pandit
- Film / album: Vaada Raha... I Promise (2009)
- Composer: Monty Sharma, Babbu Mann, Sharib Toshi
- Lyricist: Babbu Mann
- Actor: Bobby Deol
- Actor: Kangna Ranaut
- Actor: Dwij Yadav
- Actor: Mohnish Behl
- Actor: Sharat Saxena
- Actor: Vivek Shauq
- Actor: Prateeksha Lonkar
- Actor: Atul Agnihotri
- Actor: Farida Dadi
- Actor: Sanjeev Mehra
Song video
singer: Shaan, Shweta Pandit