Roman script

kya kya sapane dekhe the, ik din hogi meri shadi

shadi ho gayi tab yeh jaana, shadi hai barbaadi

ai ya yo ai yai yai yo

ek chulbuli phuljhadi, budhe ke palle padi

haay kaise lallu se shadi ho gayi

aay haay haay haay

ai ya yo ai yai yai yo

ek phuljhadi chulbuli, budhe ke palle padi

haay kaise lallu se shadi ho gayi aay

ai ya yo ai yai yai yo

laaya mujhe shaadi ka joda sajaake

rakh diya pinjare ki maina banaake

mukhada nihaare woh dil mein na jhanke

dil kahe dub mari main kahin jaake

kya yahin hoti hai shadi ki khushi

haay haay haay

ai ya yo ai yai yai yo

ek chulbuli phuljhadi, budhe ke palle padi

haay kaise lallu se shadi ho gayi aay haay

ai ya yo ai yai yai yo

mila kya mujhe hoke mehalo ki rani

kori ki kori rahi meri jawani

sone chaandi se mere tann ko sajaye

pyaar jiya ki nahi sajana bujhaaye

raaton mein bistar pe tadapu akeli

ai ya yo ai yai yai yo

ek chulbuli phuljhadi, badhe ke palle padi

haay kaise lallu se shadi ho gayi 

aay haay haay

ai ya yo ai yai yai yo

Explore this song