Roman script

aaiye aur paas aur pass aur paas 

aur paas aur paas

aaiye aur paas aur pass aur paas 

aur paas aur paas

hamse yu door na jaiye 

pyar se yu na ghabraiye 

aji aise na sharmaiye 

aaiye aur paas aur pass aur paas 

aa jaiye 

apko dekhkar yu mujhay kyu laga

apka hi dil ko intzar tha 

ye jawan dil mera aaj tak raat din 

apke liye hi bekarar tha 

kuch to dijiye jawab pyar ka 

dil ko ab to na tarasaiye 

aaiye aur paas aur pass aur paas 

aaiye aur paas aur pass aur paas 

aa jaiye 

pyar ki umar ye hai ghado do ghadi 

aaj koi khwabto sawariye 

aaj ki raat ye zulf ki chhaw me 

bekhudi me jhoom kar gujariye 

mujhko apne dil me to utariye 

mere dil me samaan jaiye 

aaiye aur paas aur pass aur paas 

aaiye aur paas aur pass aur paas 

aa jaiye

aaiye aur paas aur pass aur paas 

aur paas aur paas

aaiye aur paas aur pass aur paas 

aur paas aur paas

hamse yu door na jaiye 

pyar se yu na ghabraiye 

aji aise na sharmaiye 

aaiye aur paas aur pass aur paas 

aa jaiye

Explore this song