Roman script

main rahoon tere samne bana le mujhe aaina

ke mere har lafz ka tu hi ek maayna

main rahu tere samne bana le mujhe aaina

ke mere har lafz ka tu hi ek maayna

tu chaahe ilzaam de ya phir kar le gila

sahunga har dar main jo mujhe bas tu mila

main rahu tere samne bana le mujhe aaina

ke mere har lafz ka tu hi ek maayna

hai jaha pe meri justuzu

hoke tujhse ho to rubaru mujhe marham mila

aur tabhi aankho se utri hansi

mere hotho pe aake basi

mujhe humdam mila mere hatho ki

in lakeero mein bas ja

main aaya tujhe thamne thamne

main rahu tere saamne bana le mujhe aaina

ke mere har lafz ka tu hi ek mayna

Explore this song