Roman script

aayi zanjeer ki jhankar

khuda khair kare

dil hua kisi ka giraftar

khuda khair kare

aayi zanjeer ki jhankar

jane ye kaun meri ruh ko

chhukar gujra

jane ye kaun

jane ye kaun meri ruh ko

chhukar gujra

ek kayamat hui bedaar

ek kayamat hui bedaar

khuda khair kare

lamha lamha meri aankho me

khichi jaati hai

lamha lamha meri aankho me

khichi jaati hai

ek chamakti hui talwar

khuda khair kare

ek chamakti hui talwar

ek chamakti hui talwar

khun dil ka na chhalak jaye

kahi aankho se

khun dil ka na chhalak jaye

meri aankho se

ho na jaye kahi izhaar

ho na jaye kahi izhaar

ho na jaye kahi izhaar

khuda khair kare

Explore this song