Roman script

aayi baharo ki shaam

aayi baharo ki shaam, kya jane phir kiske naam

thandi hawa, bhigi fiza laayi hai phir kiska salam

aayi baharo ki shaam, kya jane phir kiske naam

aayi baharo ki shaam

sitaro ne bandha gagan par, sama jaise khilte gulo ka

sunsan sapno bhari vadiyo me, chandni se saje raasto ka

ghata ne kiya intazam, kya jaane phir kiske naam

aayi baharo ki shaam

me gata hu kis dilruba ki, mohobbat ke rangeen tarane

kaun aanewala hai tanhaiyo me chupke chupke ye dil me na jane

dhadakta hai kiska payam, kya jane phir kiske naam

thandi hawa, bhigi fiza laayi hai phir kiska salam

aayi baharo ki shaam, kya jane phir kiske naam

aayi baharo ki shaam

Explore this song