Roman script

aayi aayi musibat aayi ho aayi aayi musibat aayi

musafir bhag chalo ho musafir bhag chalo

jab nikle the hum ghar se kaha dil ne wo moti barse

haye kaha dil ne wo moti barse

ha ye to gum ki ghata hai chayi

ho ye to gum ki ghata hai chayi

musafir bhag chalo ho musafir bhag chalo

aankhe aasu se bhari jeb magar khali hai

hum garibo ka jamane me khuda wali hai

dil amiro ka hai takdir me kangali hai

aaj ghar apna kiraye ke liye khali hai

hui apni khub safai ho hui apni khub safai

musafir bhag chalo ho musafir bhag chalo

aayi aayi musibat aayi ho aayi aayi musibat aayi

musafir bhag chalo ho musafir bhag chalo

aayi aayi musibat aayi

Explore this song