Roman script

aahista kahiyo baat zara raina ko ho na pata

dil ki juba pe aaye na naina se jab ho khata

aankhe juban ho gayi lab se kahe to kya

aankhe juban ho gayi lab se kahe to kya

saanso ki garam dor hai dono ke darmiya

saanso ki garam dor hai dono ke darmiya

aahista kahiyo baat zara raina ko ho na pata

dil ki juba pe aaye na naina se jab ho khata

chand bhi maddam ho chala raat gujar rahi hai

aise me sath aapka raat sanwar rahi hai

aise me sath aapka raat sanwar rahi hai

aahista kahiyo baat zara raina ko ho na pata

dil ki juba pe aaye na naina se jab ho khata

aahista kahiyo baat zara raina ko ho na pata

dil ki juba pe aaye na naina se jab ho khata

Explore this song