Roman script

aah chhod  bhi do rasta dil ka tumko vasta
tej tej aa raha andhera raat ka chhod  bhi do rasta
dil ka tumko vasta tej tej aa raha andhera raat ka
chhod  bhi do rasta
kuh koyal ki mitthi taal pyar ki
kuh koyal ki mitthi taal pyar ki
kuh koyal ki mitti taal pyar ki
aji lo maja bahar ka kya bahana pyar ka
tej tej aa raha andhera raat ka chhod  bhi do rasta
dil ka tumko vasta tej tej aa raha andhera raat ka
chhod  bhi do rasta
duniya hai badki pyar karne chale hai hum

dil ko karti garam ab to nayi bat kya hai
tej tej aa raha andhera raat ka chhod  bhi do rasta
dil ka tumko vasta  tej tej aa raha andhera raat ka
chhod  bhi do rasta
piche piche chal vo dhal raha chand rat ka
tej tej aa raha andhera raat ka chhod  bhi do rasta
dil ka tumko vasta tej tej aa raha andhera raat ka
chhod  bhi do rasta

Song details

Song video

Watch on YouTube