Roman script

ae jaaneman tu ruk ja jara

itna to bata de mujhse kyun hai khafa

ae jaaneman tu ruk ja jara

itna to bata de mujhse kyun hai khafa

ye ishq ki hai halki si saja

tune chakha hai abhi thoda maja

aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya

aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya

gusse ka hai kaaran kya chal itana to bata

aakhir isse ho gayi hai sidhi kya khata

tune to bas kaat diya ik pal mein mera patta

aise chhod na tu mujhko, aise chhod na tu isko

mujhko jhuthi baato se yun bore nahi kar tu

yun hi dikh laane ko jhuthi aahe nahi bhar tu

mera chhod de pichha waapas ja ghar tu

maine jaan liya tujhko

maine jaan liya tujhko

pyaar ka jo bhoot sar pe aaya hai tere

abhi to samajh mein nahi aaya hai tere

aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya

aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya

achchha jo hua so hua jaane bhi de tu

thoda apne paas mujhko aane bhi de tu

kitna mujhko pyaar hai samjhaane bhi de tu

ab to maan bhi ja jaanam

ab to maan bhi ja jaanam

main laila hun tu majnu ye samajhaa mat mujhe

aise jhuthe muthe sapne dikhala mat mujhe

chikni chupadi baaton se tu behala mat mujhe

in baaton mein nahi dum

in baaton mein nahi dum

itni jo bigde to phir wo banti nahi

itni jyaada ?? se wo manti nahi

aage aage aa ha aage aage o ho

aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya

aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya

Explore this song