Roman script

aag lagi tan man me aag lagi tan man me

jab pani barse haye aise me aa ja aaja aa ja bedardi 

sawan ke din aaye

aag lagi tan man me jab pani barse haye

aise me aa ja aaja aa ja bedardi 

sawan ke din aaye

aise me aaja bedardi sawan ke din aaye

haye bhiga pyar ka mausam aur jalim tanhayi

haye bhiga pyar ka mausam aur jalim tanhayi

jaise dulhan byah chali to chup ho gayi sahnayi

chup ho gayi sahnayi

jab jab chua to meri chunri jal jal jaye

aise me aa ja aaja aa ja bedardi 

sawan ke din aaye

aag lagi tan man me jab pani barse haye

aise me aa ja bedardi sawan ke din aaye

teri amanat hai ye jawani jag sara hai lutera jag sara hai lutera

ho pyar ki samma dil me jagi hai charo aur andera

chor lutere baithe hai mujhpe anke jamaya

aise me aaja aa ja bedardi

aise me aa ja bedardi, sawan ke din aaye

aise me aa ja bedardi, sawan ke din aaye

aag lagi tan man me jab pani barse haye

aise me aa ja bedardi sawan ke din aaye

aise me aa ja bedardi sawan ke din aaye

sawan ke din aaye, sawan ke din aaye

aise me aaja aaja piya aaja aise me jiya na lage

aaja ohh aaja aaja ohh aaja aaja ohh aaja

Explore this song