Roman script

aag lage sawan ko kare baichen do man ko 

aag lage sawan ko kare baichen do man ko 

nind khoi karar mere dil ka gaya 

tune kaisa ye jadu kiya ki jiya mera yaad kare sajan ko 

ki jiya mera yaad kare sajan ko 

aag lage sawan ko kare baichen tere man ko 

nind khoi karar tere dil ka gaya 

isne kaisa ye jadu kiya ki jiya tera yaad kare sajan ko 

ki jiya tera yaad kare sajan ko 

aag ye barsat lgati hai badan mein 

jane kaisi pyas jagi hai mere man mein 

aag ye barsat lgati hai badan mai 

jane kaisi pyas jagi hai mere man mein 

uspe jhoke thandi pawan ke 

lage ango pe ye tir banke 

yaar ki bhaho ka badh ke le le shara

hai yahi masti bhare mosam ka isara

kyu na rakh dil mai dil ke irade 

paas aaker ye duriya mita de 

paas aaker ye duriya mita de 

aag lage sawan ko kare baichen do man ko 

nind khoi karar mere dil ka gaya 

tune kaisa ye jadu kiya ki jiya mera yaad kare sajan ko 

ki jiya mera yaad kare sajan ko 

aag lage sawan ko kare baichen do man ko 

tha theyaa tha theyaa bole payal dilbar 

nachu main barsat ki bundo ki taal par 

tha theyaa tha theyaa bole payal dilbar 

nachu main barsat ki bundo ki taal par 

han kitna maja aa raha hai 

mera diwana dil ga raha hai 

aaj hwao mein payal khank rahi hai 

jhum utha aasman jhumti jami 

dil mai arman baki rahe na 

aaj ke baad dil ye kahe na 

aaj ke baad dil ye kahe na 

ki aag lage sawan ko 

na kaho aag lage sawan ko 

nind khoi karar tere dil ka gaya 

isne jadu ye tujh pe kiya 

ye baat lagi pyri tere sajan ko 

ye baat lagi pyri tere sajan ko 

aag lage sawan ko kare baichen tere man ko 

nind khoi karar tere dil ka gaya 

isne kaisa ye jadu kiya ki jiya mera yaad kare sajan ko 

ki jiya tera yaad kare sajan ko

Explore this song