Roman script

aag lagana kya mushkil hai

kahe to mai aankho se laga du abhi abhi

laga du abhi abhi are iska bujhana kya mushkil hai

kahe to bujha du abhi abhi bujha du abhi abhi

abhi abhi abhi abhi abhi abhi

aag lagana kya mushkil hai

log kahe ye tare uche in tak kis ka hath gaya

log kahe ye tare uche in tak kis ka hath gaya

tare kya hai chand bhi  aksar jhuk kar mere sath gaya

in tak jana kya mushkil hai

kahe to mai tod ke dikha du abhi abhi

dikha du abhi abhi

dikha du abhi abhi abhi abhi abhi abhi

aag lagana kya mushkil hai

kabhi na dekhi ho jo kayamat dekh lo meri aankho ko

kabhi na dekhi ho jo kayamat dekh lo meri aankho ko

kabhi na ki ho agar mohabbat dekh lo meri aankho ko

pyar lagana kya mushkil hai

kahe to mai sabko bana du abhi abhi

bana du abhi abhi

bana du abhi abhi abhi abhi abhi abhi

aag lagana kya mushkil hai

kimat dil ki kya doge ye dil ke kharid daro se kaha

kimat dil ki kya doge ye dil ke kharid daro se kaha

marne ko tyar koi hai husn ke bimaro se kaha

koi na bola ek ek bhaga

kahe to mai sabko dikha du abhi abhi

dikha du abhi abhi

dikha du abhi abhi abhi abhi abhi abhi

aag lagana kya mushkil hai

Explore this song