Roman script

aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai

ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar 

ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar 

ishq ho jaye agar, to kaha chhupata hai

kehte hai log mohabbat me ye dil jab dil se milta hai

ye dil jab dil se milta hai

ik phul sa dil me khilta hai 

ik phul sa dil me khilta hai

phul sine me ye kaato ki tarah chubata hai  

phul sine me ye kaato ki tarah chubata hai  

ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar 

ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar 

ishq ho jaye agar, to kaha chhupata hai

aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai

aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai

jab samane wo aa jaye to jab samane wo aa jaye to

ye sans jara ruk jati hai, ye sans jara ruk jati hai

yeh aankh jara jhuk jati hai

besabab yu hi ye sar aise kaha jhukata hai

besabab yu hi ye sar aise kaha jhukata hai

ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar 

ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar 

ishq ho jaye agar, to kaha chhupata hai

aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai

aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai

iss ishq ki kya tarif karu, dil ka ik arman hai ye

arman nahi tufan hai ye

rokne se bhi ye tufan kaha rukta hai

rokne se bhi ye tufan kaha rukta hai

ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar 

ud jati hai khabar, ishq ho jaye agar 

ishq ho jaye agar, to kaha chhupata hai

aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai

aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai

aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai

Explore this song