Roman script

lene ka to mann na kar raha

phir bhi le rahe chance hum

life ki yaari tedhi beet pe

jam ke kar rahe dance hum

passa phenk ke dekhenge

6 aaya ya 1 siddi

queen milegi ya katega koi snake

fake hain maata fake pita hain

magar samsaya asli hain

kismat ki jo pant hain dhili

naade se woh kasli hain

mangal ulta shani hain wakhri

raahu ketu adde hue

saari ki saari planning ki

raah rok ke khadde hue

pandit bole na ji

na ji na ji

ye to haari hui hai baaji

baaji baaji

hare hare noton se

pandit ko manana hai

aag ka dariya hain

doob ke jaana hain

aa aag ka dariya hain

doob ke jaana hain

ek se ek namoone bheje

lekin khud na aaye rahe

sachi sachi kaho prabhu

kyun bhaktan ko tadpaayein rahein

ho, ek se ek namoone bheje

lekin khud na aaye rahe

sachi sachi kaho prabhu

kyun bhaktan ko tadpaayein rahein

sab mein me tum ko dekhu

lekin saare avien e

hakka noodles samhja jinn ko

ye to saare saviyan hain

desi saviyan se

desi saviyan se chawmin banana hai

aag ka dariya hain

doob ke jaana hain

aag ka dariya hain

doob ke jaana hain

maari magetar whiski waali

re maari magetar whiski waali

thaar re wado re nawaab

thaar re wado re nawaab

kyo re khetar re

thaar re wado re nawaab

chayo re mange re

ek samsya utha kar patki

ib dooji ki baari se

jaiur jaake jaat hue

ib adhlon se bihari se

naye naye chehre jin pe

naye naye color ki mala hai

nali chaabi leke baitha

bade gajab ka taala hain

khud hi pe parde kar

khud hi pe parde kar

khud badi naam banana hain

aag ka dariya hain

doob ke jaana hain

aag ka dariya hain

doob ke jaana hain

aag ka dariya hain

doob ke jaana hain

aag ka dariya hain

doob ke jaana hain

Explore this song