Roman script

aag hu main

aa takkar le, dum hai

agan hu main, avan hu main

jalti chitta hu main, kafan hu main

takkar, mujhse koi le na sake

himmat, hai jo agar mila nazar aa ja

samjha, kisi se bhi darne wale na hum

jwala hai jwala bujhenge na hum

kisi ki hukumat ho raaj ho jhukega na kabali

kabali

karuna daya ko tu bhul ja haya ko

hausle se yaha ki mod de hawa ko

jaha tu hai hai ye maaya

isko na koi rok paaya

teri baato me wo baat hogi

ek lafz me duniya badlenge

ban ja fauladi, chhin le aazadi

dar ke rahega to milegi barbaadi

sidhe log lut jaate hai

aur sidhe ped kat jaate hai

tera gussa akal kha jaayega

badlega kaise itihaas yaha ka

kabali kabali kabali kabali

Explore this song