Roman script

ishq karne se pahle soch lo

kaun hai khota, kaun khara

ishq ka har ghaav, har dard

rahta hai ta umar hara

aag daman me laag jayegi

aag daman me laag jayegi

dil me shola machal jayega

mera sagar na chhuna kabhi sakiya

o mera sagar na chhuna kabhi sakiya

hath jal jayega, hath jal jayega

hath jal jayega

viran dil ki basti ko aabad kar

ishq hai to, ishq ka ijhar kar

o intha jitna chahe tu lele

maut se kya darna, meri jaan tu lele

ho jane do mujhe ishq me fana

ho jane do mujhe ishq me fana

ishq me fana, ishq me fana

ishq me fana

wo utha rahe parda kaise

main nazara kar raha hu chupke se

kyu wo darr rahe samne aane se

dil ye tuta, mera tuta uske jane se

kyu aaye dil me jab jana tha

kyu aaye wo dil me jab jana tha

kyu aaye wo dil me jab jana tha

jab jana tha, jana tha

jab jana tha

Explore this song