Roman script

aag daaman mein lag jayengi

aag daaman mein lag jayengi

dil mein shola machal jayenga

mera saagar na chhuna kabhi sathiya

ho mera saagar na chhuna kabhi sathiya

haath jal jayenga haath jal jayenga

haath jal jayenga

aag daaman mein lag jayengi

aag daaman mein lag jayengi

dil mein shola machal jayenga

mera saagar na chhuna kabhi sathiya

ho mera saagar na chhuna kabhi sathiya

haath jal jayenga haath jal jayenga

haath jal jayenga

veeran dil ki basti ko aabad kar

ishq hai to ishq ka ijhaar kar

imteha jitna chahe tu le le

maut se kya darna meri jaan tu le le

ho jane do mujhe ishq mein fana

ho jane do mujhe ishq mein fana

ishq mein fana ishq mein fana ishq mein fana

wo utha rahe parda kaise kaise

main najara kar raha hu chupke se

kyu wo dar rahe saamne aane se

dil mera toota toota uske jane se 

kyu aaye dil mein wo jab jana tha

kyu aaye dil mein wo jab jana tha

kyu aaye dil mein wo jab jana tha

jab jana tha jab jana hi tha

jab jana tha jab jana hi tha

Explore this song