Roman script

jawa jismo ke milne me khudayi aag hoti hai

ha ruhani vase hota hai khudayi baat hoti hai 

aa.. kasam ulfat ki ulfat se gale milte ho jab mujhse 

aa.. tumhare pyar ko pa kar meri ruh pak hoti hai  

aadmi ki zindagi ka aurat nasha hai 

aadmi ki zindagi ka aurat nasha hai

sathi wafadar ho to jine ka maza hai 

aa.. saathi wafadar ho to jine ka maza hai

aa.. saathi wafadar ho to jine ka maza hai 

aadmi ki zindagi ka aurat nasha hai 

aurat ki nazaro me shohar khuda hai 

aurat ki nazaro me shohar khuda hai 

aa.. pyar mile uska to jine ka maza hai 

pyar mile uska to jine ka maza hai 

aurat ki nazaro me shohar khuda hai 

namaaje ishq ka aashik hu kalma padhne de 

ha ha kalma padhne de 

hansi chehare ko kaba maan ke sazda karne de 

ha ha sazda karne de 

khudayi nur nazar aaye teri nazaro me

usiki roshani me mujhko aage badne de

ha ha aage badne de, aisi baat hai

aurat ki ulfat farishta bana de 

aurat ki ulfat farishta bana de

aa.. khuda ki khudayi se rishta bana de  

khuda ki khudayi se rishta bana de

wo chahe to insa to itna utha de

ke insa ka rutba khuda se mila de 

khuda se mila de 

mohabbat me insa khuda se mila hai 

mohabbat me insa ha ha

mohabbat me insa khuda se mila hai

mohabbat me insa khuda se mila hai 

khuda se mila hai khuda se mila hai

mohabbat me insa khuda se mila hai

aa.. saathi wafadar ho to jine ka maza hai 

aadmi ki zindagi ka aurat nasha hai 

aa.. mohabbat mandir masjid girjo se unchi hai

mohabbat unchi hai 

mohabbat ki ibadat ka bana le zindagi ko 

saja le zindagi ko

dua karta hu maula se ke jab tak saans chale

barabar jaari rakh pau husn ki bandagi ko 

ishq ki bandagi ko 

mohabbat ki daulat khuda ki khudayi 

mohabbat ki daulat khuda ki khudayi 

jise mil gayi bandagi kaam aayi 

jise mil gayi bandagi kaam aayi 

na ?? sisak ka raha zindagi bhar

na wo ji saka na use maut aayi 

use maut aayi 

mohabbat bina zindagi ek saza hai 

mohabbat bina ha ha

mohabbat bina zindagi ek saza hai 

mohabbat bina zindagi ek saza hai 

mohabbat bina zindagi ek saza hai 

ha mohabbat bina zindagi ek saza hai 

aa.. saathi samjhdar ho to jine ka maza hai 

aurat ki nazaro me shohar khuda hai

Explore this song