Roman script

arre aadmi

aadmi garib ho ya amir ho

up to date zindagi zaruur ho

aadmi garib ho ya amir ho

up to date zindagi zarur ho

aadmi hain beautiful janab ham

position hain rakhte laajawab ham

dekhiye zara hame bhi ghoor ke

aa rahe hain ham bhi hollywood se

arre dekhiye hame zara bhi ghur ke

aa rahe hain ham bhi hollywood se

arre hollywood ho ya kanpur ho

aadmi gharib ho ya amir ho

up to date zindagi zarur ho

sambhaalo dil zara o mister bill zara

sambhaalo dil zara o mister bill zara

bada zalim nishana hai meri dilkash adaao ka

bada zalim nishana hai meri dilkash adaao ka

sambhalo dil zara o mister bill zara

sambhalo dil zara o mister bill zara

dekhu jise main nazre uthakar

bachne na paaye wo bekhabar

dekhu jise main nazrein uthakar

bachne na paye wo bekhabar

bachha le daman, jhuka le palke

karar jaye na

sambhalo dil zara o mister bill zara

bada zalim nishana hai meri dilkash adao ka

sambhalo dil zara o mister bill zara

sambhalo dil zara o mister bill zara

zulfon ka aanchal, galo ki lali

jadu bhari hai meri hansi

zulfon ka aanchal, galo ki lali

jadu bhari hai meri hansi

jaha bhi jau, jidhar bhi jau

jaga du main tufa

sambhalo dil zara o mister bill zara

bada zalim nishana hai meri dilkash adao ka

sambhalo dil zara o mister bill zara

sambhalo dil zara o mister bill zar

Explore this song