Roman script

nadi ka kinara ho pani aawara ho

nadi ka kinara ho pani aawara ho

sath koi pyara ho to fir beda par hai

nadi ka kinara ho pani aawara ho

sath koi pyara ho to fir beda par hai

nadi ka kinara ho

ek mai hu dusre tum ek mai hu dusre tum

tisri sham bhi hai nasha bhi hai najar bhi hai

najar me jam bhi hai ek mai hu dusre tum

tisri sham bhi hai nasha bhi hai najar bhi hai

najar me jam bhi hai mausam kuwara pyar ne pukara ho

sath koi pyara ho to fir beda par hai nadi ka kinara ho

jawa dil hai jawa lahre jawa dil hai jawa lahre

jawa sagar ka pani ye mumkin hai ye ban jaye

mohabbat ki kahani jawa dil hai jawa lahre

jawa sagar ka pani ye mumkin hai ye ban jaye

mohabbat ki kahani dil ko sahara ho chupke ishara ho

sath koi pyara ho to fir beda par hai

nadi ka kinara ho pani aawara ho

sath koi pyara ho to fir beda par hai

nadi ka kinara ho

Explore this song