Roman script

aadhi raat me na koi sath me

akeli khadi kya mushkil me padi

aadhi night me tere town me

gundo ke aage ek ladki main khadi

aai kyu yaha, tumhe jana hai kaha

sunega mera case, fursat hai tere paas

be careful lady ye mera area 

ye tera area rowdy maleriya

aabru aurat ki bach na paaye

to sab bekaar

ye kaahe ki sarkaar, kyu pehne ye star

aadhi raat ko aajaadi aai hai

aap jaiso ne raste pe laai hai

bekraai ka shraap chhod ke na jaayega

baapu ji ka ramraaj kaise aayega

vedo ne taalim di ho jaha

jeete ho tum log aise waha

naari ko puja jaaye jaha

sab kuch ye kaise mumkin waha

gaandhi ka watan mera watan

budh ki zamee mera chaman

ud ke chala humara panchhi

bajayega khushi ki bansi

chaand ko chhune ko, hum to paagal ban jaaye

chhin ke humara bulbul, egle le gaya

aayegi kis ke kaam likha

roti roti pe naam likha

mehbub dilbar jaanejigar

kis ja milegi kis ko khabar

tata keh do jaane waalo se

pyaar maango aane waalo se

Explore this song