Roman script

aye malike duniya ye tera khun ka dastur hai

pyar me dekha jise majbur hi majbur hai

meri takdir ne gum se badal di har khushi meri

ke aasu deke mujhse chin li hai jindagi meri

abad jaha barbad kiya 

arman bhara dil tod diya tod diya

is pyar ki dusman duniya ne 

haye mujhko tadapta chhod diya chhod diya

is pyar ki dusman duniya ne 

haye mujhko tadapta chhod diya chhod diya

abad jaha barbad kiya 

arman bhara dil tod diya tod diya

ummid ka tara jb chamka najdik kinara jab aaya

takdir ne badh kar rok liya

aur lake bhawar me chhod diya chhod diya

abad jaha barbad kiya 

arman bhara dil tod diya tod diya

ae baage jaha ke mali bata

kis phule phale gulshan ke tere kis phul ko maine toda tha

jo tune mera dil tod diya abad jaha barbad kiya 

arman bhara dil tod diya tod diya

Explore this song