Roman script

aa tujhko bulaye ye pyasi nigahe

ae jane jahan tu hai kaha aaja

abhi to dil jawan naya naya hai jahan

abhi to dil jawan naya naya hai jahan

pyar ke raste bade nashile

mere bahke kadam mujhe thame sanam

mere bahke kadam thame sanam

chal na saku mai ab kya karu ma

abhi to dil jawan naya naya hai jahan

pyar ka chaska nahi hai bas ka

hai aankho me sharm mera dil hai naram

hai aankho me sharm dil hai naram

anjan hu mai kaise kahu mai

abhi to dil jawan naya naya hai jahan

kahe ka darr hai kaha najar hai

nayi dagar hai yehi fikar hai

karo iska na gam acha sanam

ham hai tumhare tum ho hamare

abhi to dil jawan naya naya hai jahan

aa tujhko bulaye ye pyasi nigahe

ae jane jahan tu hai kaha aaja

abhi to dil jawan naya naya hai jahan

abhi to dil jawan naya naya hai jahan

Explore this song