Roman script

aa sapne tujhe bulaye aaja aa aaja
aa sapne tujhe bulaye aaja aa aaja
gori gori garm garm baho me
kali kali zulf ki ghatao me
muskurati gungunati payar ki fizaao me
aa sapne tujhe bulaye aaja aa aaja
husn ki jaha hai meharbaniya 
ishq kahta hai jaha kahaniya
khelti jawaniyo se hai jaha jawaniya
aa sapne tujhe bulaye aaja aa aaja

Song details

Song video

Watch on YouTube