Roman script

o meri gali ke ladke o meri gali ke ladke

o meri gali ke ladke tu na rahna jhuthi shan me

aa samne maidan me aa samne maidan me

dehke ham teri ke kitne dam hai teri jan me

aa samne maidan me aa samne maidan me

ho meri gali ki ladki ho meri gali ki ladki

ho meri gali ki ladki tu na rahna jhuthi shan me

aa samne maidan me aa samne maidan me

dekhe hum bhi dekhe kitna dam hai teri jan me

aa samne maidan me aa samne maidan me

jhak tu chup kar pardo se khel na kar hum mardo se

tu itni taklif na kar apni itni tarif na kar

ye gudiyo ka khel nahi tera mera mel nahi

aise lahko tare are aise lahko tare bas ek chanda aasman me

aa samne maidan me aa samne maidan me

jo chahe wo shart laga har gaya to dega kya

jeet gaya to kya hoga soch jara or kar tauba

bato se na kam chala jo kahta wo kah ke dikha

acha dekh tamasha are acha 

dekh tamasha jo na dekha is jahan me

aa samne maidan me aa samne maidan me

hamse jo takreyega tut ke wo rah jayega

kyu itna itrata hai akhira mara jata hai

ab ye gussa jane de hat ja hawa to aane de

ye chota sa tinka are ye chota sa tinka bah jayenga tufan me

aa samne maidan me aa samne maidan me

dehke ham teri ke kitne dau hai teri jan me

aa samne maidan me aa samne maidan me

o meri gali ke ladke o meri gali ke 

ladke tu na rahna jhuthi shan me

aa samne maidan me aa samne maidan me

Explore this song