Roman script

aa rela hai apun, bole toh kaan khol ke sunn

aa rela hai apun, bole toh kaan khol ke sunn

mach mach nahi karne ka, lafda nahi karne ka, ka ka ka

mach mach nahi karne ka, lafda nahi karne ka

subah subah dhoop mein, bhajiya nahi talne ka

hata saavan ki ghata re, hata saavan ki ghata

chal aa thopde ka candle jala

chal hawa aane de, hawa aane de

aa rela hai apun, bole to kaan khol ke sunn

aa rela hai apun, bole to kaan khol ke sunn

tension nahi lene ka, tension khaali dene ka, ka ka ka

tension nahi lene ka, tension khaali dene ka

khaali phokat jo panga le, usse kharcha paani dene ka

dimaag ka dahi matt jama re, dimag ka dahi matt jama

chal baaju mein thumka laga

chal hawa aane de, hawa aane de

aa rela hai apun, bole to kaan khol ke sunn

aa rela hai apun, bole to, sunn

hoye hoye hoye

Explore this song