Roman script

aa rat jati hai chhupake se mil jaye dono

chalake kahi apni aag me jal jaye dono

aa rat jati hai chhupake se mil jaye dono

chalake kahi apni aag me jal jaye dono

are aap kyon chhup gaye, aayiye hamare sath gayiye na

mauka bhi hai aarju bhi, lag ja tu mere gale se

rangin si bekhudi me ho, jam do sath leke

yeh bekarari kaa mausam, yeh sans leta andhera

yu dal julfo ke saye, phir na kabhi ho savera

hatho me yeh hath leke, machal jaye dono

do rang jaise ki milte, hain mil jaye dono

aa rat jati hai, chupake se mil jaye dono

chalke kahi apni, aag me jal jaye dono

pyale me kya hai mujhe toh, apne labo ki pila de

bujh naa saki jo umar bhar, woh pyas tu hi bujha de

najdik tu itani aa jaa, sine me pad jaye halchal

deke badan kaa sahara, mujhko udaye liye chal

kho jaye aise ki phir, na sanbhal paye dono

tadpe kuchh aaj iss tarah se, bahal jaye dono

aa rat jati hai, chhupake se mil jaye dono

chhalake kahi apni, aag me jal jaye dono

Explore this song