Roman script

aa gaye hai ghar mein to daddy

aur mammy ne hame danta 

gaye school mein to pad gaya 

teacher ka ek chata 

jo tode baag se amarud 

pakad hamko maali ne 

bacha kar jaan bhage haye 

lekin chubh gaya kanta

koi hamko haye ho koi hamko 

bata de ki jaye kaha

koi hamko bata de ki jaye kaha

ho apne pichhe pada hai ye sara jaha

apne pichhe pada hai ye sara jaha

ha ji ha ji ha ji ha ji

koi hamko bata de ki jaye kaha

ye puchha master ji ne 

sabak kyo yaad aadha hai 

sabak kyo yaad aadha hai 

kaha hamne kitabo ka 

vajan hamse jayada hai 

vajan hamse jayada hai 

ye puchha master ji ne 

ye puchha master ji ne 

nahi padhne se kya hoga 

kaha hamne wahi hoga 

ho jo manjure khuda hoga 

jo manjure khuda hoga 

ho fail ham ho gaye 

jab hua imtihan 

ha ji ha ji ha ji 

koi hamko bata de ki jaye kaha

Explore this song