Roman script

aa piya aa piya meri gali aaja

aa piya aa piya meri gali aaja

nind gayi chain gaya jaan chali aaja

aawaz deke mujhe baho me leke mujhe

aawaz deke mujhe baho me leke mujhe

ye dil tune dhadka diya, pagal mujhe kar diya

aa piya aa piya meri gali aaja

nind gayi chain gaya jaan chali aaja

aawaz deke mujhe baho me leke mujhe

ye dil tune dhadka diya, pagal mujhe kar diya

aa piya aa piya meri gali aaja

nind gayi chain gaya jaan chali aaja

lagta hai hum dono diwane ho gaye

mai tujhme tu mujhme hum dono kho gaye

lagta hai hum dono diwane ho gaye

mai tujhme tu mujhme hum dono kho gaye

tere bin ab jina nahi ye faisala kar liya

aa piya aa piya meri gali aaja

nind gayi chain gaya jaan chali aaja

aawaz deke mujhe baho me leke mujhe

aawaz deke mujhe baho me leke mujhe

ye dil tune dhadka diya, pagal mujhe kar diya

aa piya aa piya meri gali aaja

nind gayi chain gaya jaan chali aaja

chhute na ye daman, tute na ye kasam

hum dono bichhde to kya hoga sanam

chhute na ye daman, tute na ye kasam

hum dono bichhde to kya hoga sanam

tujhko mil jayegi khabar maine zehar pi liya

aa piya aa piya meri gali aaja

nind gayi chain gaya jaan chali aaja

aawaz deke mujhe baho me leke mujhe

aawaz deke mujhe baho me leke mujhe

ye dil tune dhadka diya, pagal mujhe kar diya

aa piya aa piya meri gali aaja

nind gayi chain gaya jaan chali aaja

Explore this song