Roman script

e he la lalla aa ha la lalla he la lalla la la 

ho o ho o ho o o

hai meri natkhati college ki ladkiyo ladkiyo

yu mohabbbat se mujhako na dekha karo

meri chaahat meri aarju ke liye

apani maasumiyat ko na rusawa karo

hai meri natkhati college ki ladkiyo ladkiyo

yun mohabbbat se mujhako na dekha karo

jo fisal jaaye mai woh divana nahi

jo badal jaaye mai woh jamana nahi

waar jayenge khali yeh tere sabhi

tir najaro kaa mujhape naa maara karo

hai meri natkhati college ki ladkiyo ladkiyo

yu mohabbbat se mujhako naa dekha karo

har kisi ko yeh dildaar milata nahi

itani aasaani se pyaar milata nahi

de raha hu tumhe mashwaara kam kaa

maine socha hai jo tum bhi socha karo

hai meri natkhati college ki ladkiyo ladkiyo

yu mohabbbat se mujhako naa dekha karo

meri chaahat meri aarju ke liye

apani maasumiyat ko naa ruswa karo

hai meri natkhati college ki ladkiyo ladkiyo

yu mohabbbat se mujhako naa dekha karo

Explore this song