Roman script

aa meri jaan aa meri jaan

aa meri jaan aa meri jaan 

aa dekh bhi le deewane ko 

ohho kya haal hai mera ab tere bin 

aa dekh bhi le deewane ko 

ohho kya haal hai mera ab tere bin  

dil ko jalaaye tanhayi haaye

jaan meri jaaye tu kyu na aaye

ab to akela main ek pal bhi jee na saku 

tujh bin jee naa saku

aa meri jaan aa meri jaan

aa meri jaan aa meri jaan 

khwaab jo dekha tha wo maine 

tut naa jaaye aajao na

dil ki dniya meri hai pyaasi

ban ke wafae chaa jao naa

khwaab jo dekha tha wo maine 

tut naa jaaye aajao na

kar naa jafaa mujhse 

oh bewafaa naa kisi aur ka ghar basa tu 

yu chod ke dil mera tod ke sang

kisi aur ke yu jaa tu

tujh bin jee naa saku

aa meri jaan aa meri jaan

ho o o aa meri jaan aa meri jaan

Explore this song