Roman script
aake wohi yaad sataye haye mera dil ghabraye aankh bhar aaye aake wohi yaad sataye haye mera dil ghabraye aankh bhar aaye kah do na aaye kah do na aaye kah do na aaye haye mera dil ghabraye aankh bhar aaye aake wohi yaad sataye haye mera dil ghabraye aankh bhar aaye jis phul pe hath pasara tha jis phul pe hath pasara tha wo phul to ek angara tha apne kiye par dil pachtaye haye mera dil ghabraye aankh bhar aaye aake wohi yaad sataye haye mera dil ghabraye aankh bhar aaye dhadkan to sukh pa jayegi rote rote hansi aa jayegi aa jayegi dhadkan to sukh pa jayegi rote rote hansi aa jayegi aa jayegi koi na hasaye koi na rulaye haye mera dil ghabraye aankh bhar aaye aa ke wohi yaad sataye haye mera dil ghabraye aankh bhar aaye aise dil me koi gham aaye hai aise dil me koi gham aaye hai jaise jalke diya bujh jaye hai ab na jalaye ab na bujhaye haye mera dil ghabraye aankh bhar aaye aa ke wohi yaad sataye haye mera dil ghabraye aankh bhar aaye
Song details
- Singer: Shamshad Begum
- Singer: Geeta Dutt
- Film / album: Anjuman (1948)
- Composer: Bulo C Rani
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Jairaj
- Actor: Nargis Dutt
- Actor: Durga Khote
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Chandabai
- Actor: Neelam Kothari
- Actor: Raj Rani
Song video
singer: Shamshad Begum, Geeta Dutt