Roman script

aa kar le pyar sajana ye aankhe char sajana

ye lamha yad rakhana aa kar le pyar sajana 

har pal jindagi me maja hai maja

tujhe bhi khabar hai ye mujhe bhi pata

chandani jawani ki hai muskura rahi 

chandani jawani ki hai muskura rahi

man me aur tan me ishara pyar ka

aa kar le pyar sajana ye aankhe char sajana

ye lamha yad rakhana aa kar le pyar sajana 

duniya me khushiya bhi hai aur gam bhi hai 

sath sath dukh ke thoda sukh bhi hai 

bada mushkil hai yaro pyar ka safar

bada mushkil hai yaro pyar ka safar

man me aur tan me ishara pyar ka

aa kar le aa kar le aa kar le

aa kar le pyar sajana ye aankhe char sajana

ye lamha yad rakhana aa kar le pyar sajana 

kal ki kisi ko yaro fikar hi nahi 

har koi dhundhata hai galiya hasi

jo bhi hai so aaj hi hai jine ka jara

jo bhi hai so aaj hi hai jine ka jara

man me aur tan me ishara pyar ka

aa kar le aa kar le aa kar le

aa kar le pyar sajana ye aankhe char sajana

ye lamha yad rakhana aa kar le pyar sajana 

aa kar le pyar sajana ye aankhe char sajana

ye lamha yad rakhana aa kar le pyar sajana 

aa kar le pyar sajana ye aankhe char sajana

ye lamha yad rakhana aa kar le pyar sajana

Explore this song