Roman script

mausam ne kaha phulo se 

phulo ne kaha khusbu se

khusbu ne kaha bhawro se

bhawaro ne kaha shabnam se

reh jayengi ye nishaniya, rahe na rahe ham

aa jee le ek pal me sau janam 

aa jee le ek pal me sau janam 

aa jee le ek pal me sau janam

reh jayengi ye nishaniya, rahe na rahe ham

aa jee le ek pal me sau janam 

aa jee le ek pal me sau janam 

tamanna jaga ke tune hame jina sikhaya

tamanna jaga ke tune hame jina sikhaya

tanha thi har lamha mai tune armano ko jagaya

ye silsile ye dastan kabhi honge na khatam

aa jee le ek pal me sau janam 

aa jee le ek pal me sau janam 

ek najar kya mili badle hai sare najare

ek najar kya mili badle hai sare najare

do kadam kya chale mil gaye hamko sahare

ye aarju ye justju kahi ho na mera bharam

aa jee le ek pal me sau janam 

aa jee le ek pal me sau janam 

reh jayengi ye nishaniya, rahe na rahe ham

aa jee le ek pal me sau janam 

aa jee le ek pal me sau janam 

aa jee le ek pal me sau janam

Explore this song