Roman script

aa intzar hai tera, dil bekarar hai mera

aa intzar hai tera, dil bekarar hai mera

aaja na sata aur, aaja na rula aur

aaja na sata aur, aaja na rula aur

aaja ki tu hi hai meri ummid ka tara ummid ka tara 

aaja ki tu hi hai meri ummid ka tara 

sangam meri kushiyo ka nigaho ka sahara

sangam meri kushiyo ka nigaho ka sahara

aa intzar hai tera, dil bekarar hai mera

aakar meri jagi huyi rato ko sula de

kho jaau, kho jaau

kho jaau mujhe aisa koyi git suna de

aa intzar hai tera, dil bekarar hai mera

aaja aaja

abb aur sitam

abb aur sitam ham se uthaaye nahi jate

uthaaye nahi jate

aur raj mohabbat ke

aur raj mohabbat ke chhupaye nahi jate

chhupaye nahi jate

aa intzar hai tera, dil bekarar hai mera

dil bekarar hai mera

Explore this song