Roman script

aa gai aa gai han aa gai aa gai 

mere man ki rani aa gai 

mere man ki rani aa gai 

mere ghar ki kismat jagi hai 

mere ghar ki kismat jagi hai 

mere man mein mohabbat jagi hai 

mere man mein mere man mein mohabbat jagi hai 

main bhul hi baitha tha jisko 

main bhul hi baitha tha jisko 

vo prem kahani aa gai 

vo prem kahani aa gai 

han aa gai aa gai 

han aa gai aa gai 

mere man ki rani aa gai 

mere man ki rani aa gai 

tum dhan vale kangal ho 

tum dhan vale kangal ho  

kya hum dono ka sath 

hum dono ka sath 

kaise mel ho hum dono ka 

tum din ho main raat 

tum din ho main raat 

jab hota hai jag mein sawera 

din se gale milta hai andhera 

din se gale milta hai andhera 

jis din ki main raah takta tha 

jis din ki main raah takta tha 

uski nishani aa gai 

uski nishani aa gai

aa gai aa gai 

han aa gai aa gai 

mere man ki rani aa gai 

mere man ki rani aa gai 

duniyan vale denge tane karenge mujhe badnaam 

aa mujhko matlab tujhse hai duniyan se mujhe kya kaam

tere aate hi ghar mein han tere aate hi ghar mein 

har shay pe jawani aa gai 

har shay pe jawani aa gai 

aa gai aa gai han aa gai aa gai 

mere man ki rani aa gai

Explore this song