Roman script

aa dance kare thoda romance kare

najar najar me hua hai sauda

tere mere dil ka aa aa dance kare

thoda romance kare

najar najar me hua hai sauda

tere mere dil ka aa aa aa dance kare

fiki hai jindgani dam bhar me ho suhani

thodi si meharbani kar do hunny

fiki hai jindgani dam bhar me ho suhani

thodi si meharbani kar do hunny

rahi hu dur ka mai banda huzur ka mai

julfo ki chahta hu chhaya ghani

dil hai mera bhi o sanam tera pyasa

aa dance dance kare thoda romance kare

najar najar me hua hai sauda

tere mere dil ka aa aa dance kare

mausam hai aashiki ka masti ka bekhudi ka

fir kyu na jindagi ka aaye maja

mausam hai aashiki ka masti ka bekhudi ka

fir kyu na jindagi ka aaye maja

thukrake ye jamana karle kahi thikana

apna hai irada tera hai kya

aa dance kare thoda romance kare

najar najar me hua hai sauda

tere mere dil ka aa aa dance kare

Explore this song