Roman script

aabhi jaa, aabhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

aabhi jaa, aabhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

aabhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

aabhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

mere, mere dil ke paagalpanki aur seema kya hai

yun to tu hai meri, chhaaya tujhme aur tera kya hai

main hu gagan tu hai jameen, adhuri si mere bina

raat ko kar vida, dilruba aabhi jaa

aabhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa 

aabhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa 

dekhu chaahe jisko, kuchh kuchh tujhsa dikhta kyu hai

jaanu, jaanu na main, tera mera rishta kya hai

kaise kahu kitna bechain hai dil mera tere bina

raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

aabhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

aabhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

lyrics typed by : ruchita parab.

Explore this song