Roman script

samjho to samjha duga, samjho to samjha duga 

matlab apne gane ka, aa baitha hu dar pe tere 

naam na lunga jane ka aa baitha hu dar pe tere 

naam na lunga jane ka prem ki bhasa do jaha hai

prem ki bhasa do jaha hai tuta kisi diwane ka 

khud ko hero samjh raha hai ladka pagalkhane ka 

khud ko hero samjh raha hai ladka pagalkhane ka

khud ko hero, hero khud ko hero samjh raha hai 

ladka pagalkhane ka aa baitha hu dar pe tere 

naam na lunga jane ka 

dekho mere dilbar ki, dekho mere dilbar ki  

kya dil khel jawani ye, din do char nach le ga le 

utar jayega pani ye, din do char nach le ga le

utar jayega pani ye hu pata hai pyar kisko kahate hai, ha

nigahe yaar kisko kahate hai, ha mahobat ka 

hisab karata hai, jawani kyu kharab karata hai 

jawani kyu kharab karata hai 

chala ja, chala ja jis gali se aaya hai    

tujhe kya husan ne bulaya hai

shararat karke tu pachhtayega

yu hi be mot mara jayega yu hi be mot mara jayega 

kitabi ishq me likha hai ye har tufangar ne kaha hai ye

shama shama kah ke kah ke shama shama kah ke kah ke   

dam tuta parwane ka khud ko hero samjh raha hai 

ladka pagalkhane ka, oo shama shama kah ke kah ke   

dam tuta parwane ka khud ko hero samjh raha hai 

ladka pagalkhane ka aa baitha hu dar pe tere 

naam na lunga jane ka 

jaan ko aaj hathali par le teri gali mai aaya hu 

aur na kuch tha pas mere dil ke tukade laya hu

mujhe apne karib rahane de mere achhe nasib rahane de  

teri mai sadagi pe marta hu bakat mai pyar tujhko karta hu 

mujhe tu aajma le kitana hi mera tu dil jala le kitana hi 

magar tujhko hi pake manuga tujhe apana banake manuga

tujhe apana banake manuga mujhe chahe tu saja de de 

bas apana ghar ka tu pata de de pine wale dundh hi lete  

pine wale dundh hi lete rashata to maykhane ka

aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka 

khud ko hero samjh raha hai ladka pagalkhane ka 

pyar me mar mit jane wale pyar jataya karte nahi 

apni chij to apni hoti sabko dikhaya karte nahi 

kaha pe ho janab bolo to zara apna bhi dil tatolo to 

mujhe lagata hai sarfiro ko bhi mujhe lagata nahi bura koi 

batau batau tujh me jo achhayi hai yahi ki maine chot khayi hai

to ja chot ki dawa kar le khuda se tu bhi to dua kar le

mujhe to aur kam kafi hai mujhe tera hi naam kafi hai 

mujhe tera hi naam kafi hai mujhe tera hi naam kafi hai 

ab to wada kar bhi le jivan bhar sath nibhane ka

ab to wada kar bhi le jivan bhar sath nibhane ka  

aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka 

aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka 

man bhi jao, man bhi jao kahana is diwane ka

aa baitha hai dar pe tere naam na lega jane ka

arey, aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka 

aa baitha hai dar pe tere naam na lega jane ka

Explore this song